Music Score
Andhe Jahan Ke Andhe Raaste Jaayein To Jaayein Kahan

Watch Video
Open on YouTubeEmbedded from YouTube for reference and discovery. All audio, video, and related rights remain with the respective copyright owners and YouTube channel/uploader.
Musical Traditions
Lyrics
Andhe jahaan ke andhe raaste, jaaye to jaaye kaha

Duniya to duniya tu bhi paraya, ham yaha naa waha

Jine ki chaahat nahi, mar ke bhi raahat nahi

Is paar aansu us paar aahe, dil mera bezuba
Is paar aansu us paar aahe, dil mera bezuba
Andhe jahaan ke andhe raaste, jaaye to jaaye kaha
Hamko na koi bulaye, na koi palke bichhaye

Ae gam ke maaro manzil wahi hai, dum ye tute jaha
Ae gam ke maaro manzil wahi hai, dum ye tute jaha
Andhe jahaan ke andhe raaste, jaaye to jaaye kaha
Aagaaz ke din tera, anjaam taiy ho chuka

Jalte rahe hai jalte rahenge, ye zami aasma
Jalte rahe hai jalte rahenge, ye zami aasma
Andhe jahaan ke andhe raaste, jaaye to jaaye kaha
Duniya to duniya tu bhi paraya, ham yaha naa waha
Andhe jahaan ke andhe raaste, jaaye to jaaye kaha
Add your comments and queries
Share feedback, questions, or corrections. We read every message.