Music Score
Saiyaan Na Chedo Dil Ke Taar,(2) Paiyaan Padoon Teri
Saiyaan Na Chedo Dil Ke Taar,(2) Paiyaan Padoon Teri
Watch Video
Open on YouTubeEmbedded from YouTube for reference and discovery. All audio, video, and related rights remain with the respective copyright owners and YouTube channel/uploader.
Musical Traditions
Lyrics
Saiya na chedo dil ke tar saiya na chedo dil ke tar
Paiya padu tore vinti karu tori mat kar mujhe bekarar
Saiya na chedo dil ke tar saiya na chedo dil ke tar
Paiya padu tore vinti karu tori mat kar mujhe bekarar
Aaj bahare aati jaye haye re dil bahkati jaye
Tum bhi hame tarsao baalma wo bhi hame tarsati jaye
Ab to saha na jaye mausam ab to saha na jaye
Apna banale aye dildar
Ssaiya na chedo dil ke tar
Paiya padu tore vinti karu tori mat kar mujhe bekarar
Aao gagan ko chume hum badal rath par ghume hum
Chand suraj bhi pyar lutaye jag jhume aur jhume hum
Tum mujhme kho jao balam mai tumme kho jau
Yahi hai dil ki pukar
Saiya na chedo dil ke tar
Paiya padu tore vinti karu tori mat kar mujhe bekarar
Saiya na chedo dil ke tar
Add your comments and queries
Share feedback, questions, or corrections. We read every message.