Skip to main content

Music Score

Milan Ki Raat Hai Khushi Ke Rang Mein Khilti Hui Bahaar Rahe

Cover of Hare Kaanch Ki Choodiyan
Music Score

Milan Ki Raat Hai Khushi Ke Rang Mein Khilti Hui Bahaar Rahe

Year 1967
Lyricist Hasrat Jaipuri
Singers Sharda
Watch Video
Open on YouTube

Embedded from YouTube for reference and discovery. All audio, video, and related rights remain with the respective copyright owners and YouTube channel/uploader.

Musical Traditions
Raag Mishra Yaman Kalyan
Lyrics
Khushi ke rang me khilti hui bahar rahe
Khushi ke rang me khilti hui bahar rahe
Meri ye dua hai salamat tera singar rahe
Khushi ke rang me

Kabhi judai na aaye tumhari raho me
Kabhi judai na aaye tumhari raho me
Rahe suhag ka kajal hamesha nigaho me
Tumhare ho sake o ishk PE nikhar rahe
Meri hi dua hai salamat tera singar rahe
Khushi ke rang me

Kabhi na hath chute mehandi wale hatho se
Kabhi na hath chute mehandi wale hatho se
Nibhe ye pyar ka kissa badi murado se
Ke dil se dil ko hamesha hi etbar rahe
Meri hi dua hai salamat tera singar rahe
Khushi ke rang me