Skip to main content

Music Score

Sajan Le Jayega Tujhko Ghar Aur Tujh Par Kya-Kya Sitam

Cover of Gaban
Music Score

Sajan Le Jayega Tujhko Ghar Aur Tujh Par Kya-Kya Sitam

Album Gaban
Year 1966
Lyricist Hasrat Jaipuri
Singers Lata Mangeshkar
Watch Video
Open on YouTube

Embedded from YouTube for reference and discovery. All audio, video, and related rights remain with the respective copyright owners and YouTube channel/uploader.

Musical Traditions
Raag Mishra Jaijaiwanti
Lyrics

Sajan le jayega tujhko ghar

Aur tujh par kya kya sitam dhayega

Sajan le jayega tujhko ghar

Aur tujh par kya kya sitam dhayega

Tujhse mangega pyar bhara dil

Aur tujhko rah rahke tadpayega


Dil ke mahal me bithayega tujhko

Dil ke mahal me bithayega tujhko

Aanko ki madira pilayega tujhko

Aanko ki madira pilayega tujhko

Hatho se jab tu chupa legi mukhda

Hatho se jab tu chupa legi mukhda

Sau sau tarah se satayega tujhko

Sau sau tarah se satayega tujhko

Jab chedega wo bar bar

Pasina dulhan ko aa jayega

Sajan le jayega tujhko ghar

Aur tujh par kya kya sitam dhayega


Ulfat se ulfat ki hongi do bate

Ulfat se ulfat ki hongi do bate

Chandi ke din honge sone ki rate

Chandi ke din honge sone ki rate

Mandil jawani ke denge badhai

Mandil jawani ke denge badhai

Gati chalenge Milan ki barate

Gati chalenge Milan ki barate

Taare barsayega ye gagan

Sajan to fulo ko barsayega

Sajan le jayega tujhko ghar

Aur tujh par kya kya sitam dhayega

Tujhse mangega pyar bhara dil

Aur tujhko rah rahke tadpayega


In gore hatho ko dil pe rachega

In gore hatho ko dil pe rachega

Teri sunega kuch apni khega

Julfo se khelega fir wo diwana

Ghunghat me chanda ko dekha krega

Ghunghat me chanda ko dekha krega

Log dalenge fulo ke haar

Wo gajre baho ke pahnayega

Sajan le jayega tujhko ghar

Aur tujh par kya kya sitam dhayega

Tujhse mangega pyar bhara dil

Aur tujhko rah rahke tadpayega