Skip to main content

Music Score

Main Raahi Bhatakne Wala Hoon, Koi Kaya Jaane Matwaala Hoon

Cover of Badal
Music Score

Main Raahi Bhatakne Wala Hoon, Koi Kaya Jaane Matwaala Hoon

Album Badal
Year 1951
Lyricist Hasrat Jaipuri
Singers Mukesh
Watch Video
Open on YouTube

Embedded from YouTube for reference and discovery. All audio, video, and related rights remain with the respective copyright owners and YouTube channel/uploader.

Musical Traditions
Raag Shivaranjani
Lyrics
Main raahi bhatakne wala hu, koi kya jane matwala hu
Main raahi bhatakne wala hu, koi kya jane matwala hu
Ye dharati mera bistar hai
Ye mast ghata meri chadar hai, ye dharti mera bistar hai,  
Main raat me din ka ujala hu, koi kya jane matwala hu
Main raahi bhatakne wala hu, koi kya jane matwala hu

Ye bijli raah dikhati hai, manzil pe mujhe pahuchati hai
Ye bijli raah dikhati hai, manzil pe mujhe pahuchati hai
Main tufano ka paala hu, koi kya jane matwala hu
Main raahi bhatakne wala hu, koi kya jane matwala hu

Main machlu to ek aag bhi hu, main machlu to ek aag bhi hu
Main jhumu to ek raag bhi hu, main jhumu to ek raag bhi hu
Duniya se dur nirala hu, koi kya jane matwala hu
Main raahi bhatakne wala hu, koi kya jane matwala hu
Main raahi bhatakne wala hu, koi kya jane matwala hu