Skip to main content

Music Score

Bechain Dil Khoyi Si Nazar

Cover of Yahudi
Music Score

Bechain Dil Khoyi Si Nazar

Album Yahudi
Year 1958
Lyricist Shailendra
Singers Geeta Dutt, Lata Mangeshkar
Watch Video
Open on YouTube

Embedded from YouTube for reference and discovery. All audio, video, and related rights remain with the respective copyright owners and YouTube channel/uploader.

Musical Traditions
Raag Bhairavi
Lyrics

Bechain dil khoyi si nazar

Tanhaaiyo me shaam-o-sahar tum yaad aate ho

Bechain dil khoyi si nazar

Tanhaaiyo me shaam-o-sahar tum yaad aate ho


Dil nahi pahalu me rah gayi do aankhe

Dil nahi pahalu me rah gayi do aankhe

Jaane kya-kya hamse kah gayi do aankhe

Jaane kya-kya hamse kah gayi do aankhe

Jaane kya-kya hamse kah gayi do aankhe

Sunsaan raato me aksar

Jab chaand pe jaati hai nazar tum yaad aate ho

Bechain dil khoyi si nazar

Tanhaaiyo me shaam-o-sahar tum yaad aate ho


Dil to diwaana tha ham bhi kya kar baithe

Dil to diwaana tha ham bhi kya kar baithe

Marz jaane kya tha kya dava kar baithe

Marz jaane kya tha kya dava kar baithe

Marz jaane kya tha kya dava kar baithe

Ik aah thandi si bhar kar

Unase koyi kah de jaa kar tum yaad aate ho

Ohhh ohhh

Bechain dil khoyi si nazar

Tanhaaiyo me shaam-o-sahar tum yaad aate ho


Ham to ye samajhe the khatm hai afsana

Ham to ye samajhe the khatm hai afsana

Uth chuki hai mahafil rah gaya viraana

Uth chuki hai mahafil rah gaya viraana

Uth chuki hai mahafil rah gaya viraana

Hamko na thi lekin ye khabar

Khud ham kahege rah-rah kar tum yaad aate ho

Bechain dil khoyi si nazar

Tanhaaiyo me shaam-o-sahar tum yaad aate ho