Music Score
Itna Hai Tumse Pyar Mujhe Mere Raazdaar
Itna Hai Tumse Pyar Mujhe Mere Raazdaar
Watch Video
Open on YouTubeEmbedded from YouTube for reference and discovery. All audio, video, and related rights remain with the respective copyright owners and YouTube channel/uploader.
Musical Traditions
Lyrics
Itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar
Jitne ke aasmaan par taare hai beshumaar

Jitne ke iss zameen par zarre hai beshumaar

Tere siwaa kissi ko na laaya nigaah mein
Laakhon haseen aaye jawaani ki raah mein
Sadiyon se kar raha tha tumhaara hi intezaar
Itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar
Jitne ke aasmaan par taare hai beshumaar
Itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar
Maine bhi tere waaste kitne janam liye
Tab dil ke raasto pe jale pyaar ke diye
Ek din jaroor paaugi itna tha aitbaar
Itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar
Jitne ke iss zameen par zarre hai beshumaar
Itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar
Bekhud banaa diya mujhe tere saaam ne
Jannat agar mile to na loon tere saamne
Yeh pyaar woh nasha hai ke jisska nahin utaar
Itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar
Jitne ke aasmaan par taare hai beshumaar
Itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar
Jitne ke iss zameen par zarre hai beshumaar
Itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar
Add your comments and queries
Share feedback, questions, or corrections. We read every message.