Music Score
Dekho Mera Dil Machal Gaya, Toone Dekha Aur Badal Gaya

Watch Video
Open on YouTubeEmbedded from YouTube for reference and discovery. All audio, video, and related rights remain with the respective copyright owners and YouTube channel/uploader.
Musical Traditions
Raag Bhairavi
Lyrics
Dekho mera dil machal gaya, unhe dekha aur badal gaya
Machal gaya dil mera

Machal gaya dil mera, dekho mera dil machal gaya
Chahat ka rog laga ke, aankho me unko basa ke

Dil ki ye aag laga ke pachhtau me, pachhtau me
Dekho mera dil machal gaya, unhe dekha aur badal gaya
Machal gaya dil mera, dekho mera dil machal gaya
Jina hai mushqil un bin, bigde hai halat gin gin

Birha ki agani par chin jalti rahe, jalti rahe
Dekho mera dil machal gaya, unhe dekha aur badal gaya
Machal gaya dil mera
Dekho mera dil machal gaya, unhe dekha aur badal gaya
Machal gaya dil mera, dekho mera dil machal gaya
Have a thought?
Add your comments and queries
Share feedback, questions, or corrections. We read every message.