Skip to main content

Music Score

Bina Tumhaare Maja Kaya Hai Aise Jine Mein

Cover of Street Singer
Music Score

Bina Tumhaare Maja Kaya Hai Aise Jine Mein

Year 1966
Lyricist Hasrat Jaipuri
Singers Mohammed Rafi
Watch Video
Open on YouTube

Embedded from YouTube for reference and discovery. All audio, video, and related rights remain with the respective copyright owners and YouTube channel/uploader.

Musical Traditions
Raag Aasawari
Lyrics

Bina tumhare maja kya hai aise jeene me

Bina tumhare maja kya hai aise jeene me

Virah ki aag lagi hai dhadkate seene me

Bina tumhare maja kya hai aise jeene me


Bina tumhare hume chand aisa lagta hai

Bina tumhare hume chand aisa lagta hai

Ke jaise jakham

Ke jaise jakham ho iss aasman ke seene me

Virah ki aag lagi hai dhadkate seene me

Bina tumhare maja kya hai aise jeene me


Ye mere pyar ka dhokha nahi hai ye hasrat

Ye mere pyar ka dhokha nahi hai ye hasrat

Hansi hai unki

Hansi hai unki sitaron ke har nageene me

Virah ki aag lagi hai dhadkate seene me

Bina tumhare maja kya hai aise jeene me