Skip to main content

Music Score

Dekho Ji Dekho Sun Lo Ye Baat Jeevan Mein

Cover of Singapore
Music Score

Dekho Ji Dekho Sun Lo Ye Baat Jeevan Mein

Album Singapore
Year 1960
Lyricist Hasrat Jaipuri
Singers Chorus, Lata Mangeshkar
Watch Video
Open on YouTube

Embedded from YouTube for reference and discovery. All audio, video, and related rights remain with the respective copyright owners and YouTube channel/uploader.

Musical Traditions
Raag Mishra Pahadi + Raag Bhupali
Lyrics

Dekho ji dekho sun lo ye baat, jiwan me ek baar aana singapur

Dil ka khajana dungi tujhe, jiwan me ek baar aana singapur

Dekho ji dekho sun lo ye baat, jiwan me ek baar aana singapur

Dil ka khajana dungi tujhe, jiwan me ek baar aana singapur


Naino ke ayine me tasvir hai tumhari

Mano na tum to paas aake dekhlo

Naino ke ayine me tasvir hai tumhari

Mano na tum to paas aake dekhlo

Hota hai pyar kaisa kahte hai pyar kisko

Jano na tum to dil lagake dekhlo

Kahta hi tumse man ka ye mor, jiwan me ek baar aana singapur

Dekho ji dekho sun lo ye baat, jiwan me ek baar aana singapur


Dil me bithaungi mai, apna banaugi mai

Raho me dil bichaungi mai tere liye

Dil me bithaungi mai, apna banaugi mai

Raho me dil bichaungi mai tere liye

Nagomein mein phol lana khsiyon ka geet lana

Tod na dena sathi dil ki dor, jiwan me ek baar aana singapur

Dekho ji dekho sun lo ye baat, jiwan me ek baar aana singapur


Achha to wada karlo, aaoge kis din milne

Mere dildar sukriya sukriya

Achha to wada karlo, aaoge kis din milne

Mere dildar sukriya sukriya

Dil ka payam hai ye tu jo kubul kar le

Tera so bar sukriya sukariya

Bhul na jana o dil ke chor, jiwan me ek baar aana singapur

Dekho ji dekho sun lo ye baat, jiwan me ek baar aana singapur

Dil ka khajana dungi tujhe, jiwan me ek baar aana singapur