Music Score
Jaanaa Tumhare Pyar Mein Shaitan Ban Gaya Hoon
Jaanaa Tumhare Pyar Mein Shaitan Ban Gaya Hoon
Watch Video
Open on YouTubeEmbedded from YouTube for reference and discovery. All audio, video, and related rights remain with the respective copyright owners and YouTube channel/uploader.
Musical Traditions
Lyrics
Jaanaa tumhare pyar mein shaitan ban gaya hoon
Kya-kya banna chaha tha beiman ban gaya hoon
Jaanaa Tumhare Pyar Mein Shaitan Ban Gaya Hoon
Kya-kya banna chaha tha beiman ban gaya hoon
Jaanaa Jaanaa tumhare pyar mein
Hum to diwane hai tere nam ke
Dil luta baithe hai jigar tham ke
Hum to diwane hai tere nam ke
Diil luta baithe hai jigar tham ke
Ishq ne hamko nikamma kar diya
Warna hum bhi admi the kam ke
Itna mai gir chuka hu ke haiwan ban gaya hu
Kya-kya banna chaha tha beiman ban gaya hu
Jaanaa Jaanaa tumhare pyar mein saitan ban gaya hu
Kya-kya banna chaha tha beiman ban gaya hu
Jaanaa Jaanaa tumhare pyar mein
Ab to bas pathar ki ek taswir hu
Ya samjh lo ek boot-e-peer hu
Ab to bas pathar ki ek taswir hu
Ya samjh lo ek boot-e-peerr hu
Apne pairo bandh gayi jo pyar me
Ek aisi uljhi hui janjir hu
Halat ko apni dekh ke hairan ban gaya hu
Kya-kya banna chaha tha beiman ban gaya hu
Jaanaa Jaanaa tumhare pyar mein saitan ban gaya hu
Kya-kya banna chaha tha beiman ban gaya hu
Jaanaa Jaanaa tumhare pyar mein
Add your comments and queries
Share feedback, questions, or corrections. We read every message.