Skip to main content

Music Score

Sagar Pe Aaj Maujon Ka Raaj, Bechain Hai Nazaara

Cover of Rungoli
Music Score

Sagar Pe Aaj Maujon Ka Raaj, Bechain Hai Nazaara

Album Rungoli
Year 1962
Lyricist Shailendra
Singers Chorus, Lata Mangeshkar
Watch Video
Open on YouTube

Embedded from YouTube for reference and discovery. All audio, video, and related rights remain with the respective copyright owners and YouTube channel/uploader.

Musical Traditions
Raag Mishra Khamaj
Lyrics
Sagar pe aaj maujo ka raz bechain hai najara
Shayad wo aaye shayad wo aaye
Dil ne jise pukara
Sagar pe aaj maujo ka raz bechain hai najara
Shayad wo aaye shayad wo aaye
Dil ne jise pukara

Jhum jhum de de tali nachu mai to matwali
Bas me nahi mera dil chup chup chori chori
Rahe teri meri jodi ab to bedardi mil

Sagar ke kinare jau tujhko pukare jau
Lahro ke sang dolu
Maujo se kahu ke jao piya ko bula lo
Jinki hu ab holu
Sagar ke kinare jau tujhko pukare jau
Lahro ke sang dolu
Maujo se kahu ke jao piya ko bula lo
Jinki Hu ab holu
Sagar pe aaj maujo ka raz bechain hai najara
Shayad wo aaye shayad wo aaye
Dil ne jise pukara
Sagar pe aaj maujo ka raz bechain hai najara
Shayad wo aaye shayad wo aaye
Dil ne jise pukara