Skip to main content

Music Score

Kahaan Se Milte Moti, Ansoon Hai Meri Taqdeer Mein

Cover of Rajhath
Music Score

Kahaan Se Milte Moti, Ansoon Hai Meri Taqdeer Mein

Album Rajhath
Year 1956
Lyricist Shailendra
Singers Lata Mangeshkar
Watch Video
Open on YouTube

Embedded from YouTube for reference and discovery. All audio, video, and related rights remain with the respective copyright owners and YouTube channel/uploader.

Musical Traditions
Raag Mishra Kafi
Lyrics

Kahaan se milte moti ansoon hai meri taqdeer mein

Kahaan se milte moti jiski mang rah gayi suni

Zahar hai uska jina jiski mang rah gayi suni

Zahar hai uska jina bin sajan ki more jaise

Bina tar ki dina bin sajan ki more jaise

Bina tar ki dina laga di jo aag sine me

Mere pav bandh gayi zanzir me kaha se milte moti

Ansoon hai meri takdir me kaha se milte moti


Kiske liye singar karegi ye barbad jawani

Kiske liye singar karegi ye barbad jawani

Dhire dhire ghunt kar marna yahi hai meri kahani

Dhire dhire ghunt kar marna yahi hai meri kahani

Jhinak chale mere sapne naino ke bahte nir

Ansoon hai meri takdir me kaha se milte moti