Skip to main content

Music Score

Saat Samundar Paar

Cover of Patrani
Music Score

Saat Samundar Paar

Album Patrani
Year 1956
Lyricist Hasrat Jaipuri
Singers Lata Mangeshkar
Watch Video
Open on YouTube

Embedded from YouTube for reference and discovery. All audio, video, and related rights remain with the respective copyright owners and YouTube channel/uploader.

Musical Traditions
Raag Bhairavi
Lyrics

Saat samandar par haye re mera sapno ka sansar

Saat samandar par haye re mera sapno ka sansar

Sapno ka sansar kahu ya sajan tera dwar kahu

Saat samandar par haye re mera sapno ka sansar


Mat pita ko chhod chali 

tumhre karan chhod diya gharbar

Tu jo mile to sab kuch pa lu bigdi huyi takdir bana lu

Kahti hai dil ki pukar darshan ko aati hai aankhe meri bekarar

Haye ram 

Saat samandar par haye re mera sapno ka sansar


Lakh bhi aaye is path par tufan

Pake rahungi mai man ka bhagwan

Tan ko man ki dhup jalaye man ki agan ko kon bujhaye

Ruth chukhi hai bahar piya bin bahar jivan hai dusvar 

Haye ram

Saat samandar par haye re mera sapno ka sansar


Dil ko laga hai birha man ka rog mera unse janam janam sanjog

Yu to pade na ruh ki kali mai pi ke liye kanto pe chali mai

Nav meri majhdhar padi hai dur hai khevan har haye ram

Saat samandar par haye re mera sapno ka sansar

Saat samandar par haye re mera sapno ka sansar