Skip to main content

Music Score

Yeh Barkha Bahar

Cover of Mayurpankh
Music Score

Yeh Barkha Bahar

Album Mayurpankh
Year 1953
Lyricist Shailendra
Singers Asha Bhosle, Lata Mangeshkar
Watch Video
Open on YouTube

Embedded from YouTube for reference and discovery. All audio, video, and related rights remain with the respective copyright owners and YouTube channel/uploader.

Musical Traditions
Raag Bageshri
Lyrics

Yeh barkha bahaar, sautaniya ke dwaar

Na ja more saanware piya

Yeh barkha bahaar, sautaniya ke dwaar

Na ja more saanware piya

Na ja more saanware piya

Na ja more saanware piya


Andheri rat ghataao se dard barasega

Andheri rat ghataao se dard barasega

Tere bina jale yeh dil sej pyar tarasega

Mai ro ro maru, tore paiya padu

Na ja more saanware piya

Yeh barkha bahaar, sautaniya ke dwaar

Na ja more saanware piya

Na ja more saanware piya

Na ja more saanware piya


Tere bagair kya maja hai jindagani me

Tere bagair kya maja hai jindagani me

Na jao beraham laga ke aag pani me

Na jao beraham laga ke aag pani me

Aaaa

Yeh thandi phuhar, yeh koyal pukaar

Na ja more saanware piya

Yeh barkha bahar, sautaniya ke dwaar

Na ja more saanware piya

Na ja more saanware piya

Na ja more saanware piya


Ghadi nahi yeh dil ke sabr aazmaane ki

Ghadi nahi yeh dil ke sabr aazmaane ki

Hai rut najar se najar, dil se dil milane ki

Yeh pahala ashad dikha de dulaar

Na ja more saanware piya

Yeh barkha bahaar, sautaniya ke dwaar

Na ja more saanware piya

Na ja more saanware piya

Na ja more saanware piya


Tere baghair kya maja hai jindagani me

Tere baghair kya maja hai jindagani me

Na jao beraham laga ke aag pani me

Na jao beraham laga ke aag pani me

Yeh thandi phuhaar, yeh koyal pukaar

Na ja more saanware piya

Yeh barkha bahaar, sautaniya ke dwaar

Na ja more saanware piya

Na ja more saanware piya

Na ja more saanware piya