Music Score
Jaapan Love In Tokyo Le Gayi Dil Gudiya Japaan Ki
Jaapan Love In Tokyo Le Gayi Dil Gudiya Japaan Ki
Watch Video
Open on YouTubeEmbedded from YouTube for reference and discovery. All audio, video, and related rights remain with the respective copyright owners and YouTube channel/uploader.
Musical Traditions
Lyrics
Jaapaan love in Tokyo
Jaapaan love in Tokyo
Le gayi dil gudiya japaan ki
Le gayi dil gudiya japaan ki
Pagal mujhe kar diya
Pagal mujhe kar diya
Le gayi dil kudiya japaan ki
Le gayi dil kudiya japaan ki
Pagal mujhe kar diya
Pagal mujhe kar diya
Jaapaan love in Tokyo
Ye to shahar mastana
Jiska andaaz maashukana
Deta hai pyar ka paimaana
Karta hai sabko deewana
Ye to shahar mastana
Jiska andaaz maashukana
Deta hai pyar ka paimaana
Karta hai sabko deewana
Le gayi dil gudiya japaan ki
Le gayi dil gudiya japaan ki
Pagal mujhe kar diya
Pagal mujhe kar diya
Jaapaan love in Tokyo
Dekho wo gori-gori raahe
Hamko ishaaro se bulaaye
Kitni rangin hai fizaaye
Jaapaani pariya muskaraye
Dekho wo gori-gori raahe
Hamko ishaaro se bulaaye
Kitni rangin hai fizaaye
Jaapaani pariya muskaraye
Le gayi dil gudiya japaan ki
Le gayi dil gudiya japaan ki
Pagal mujhe kar diya
Pagal mujhe kar diya
Jaapaan love in Tokyo
Naache har mod pe jawani
Kahti hai pyar ki kahani
Aayi wo kaibare ki raani
Jiski ada me zindgaani
Naache har mod pe jawani
Kahti hai pyar ki kahani
Aayi wo kaibare ki raani
Jiski ada me zindgaani
Le gayi dil gudiya japaan ki
Le gayi dil gudiya japaan ki
Pagal mujhe kar diya
Pagal mujhe kar diya
Jaapaan love in Tokyo
Jaapaan love in Tokyo
Add your comments and queries
Share feedback, questions, or corrections. We read every message.