Music Score
Aap Huye Mere Balam Main Tumhari Huyi, Maan Lijiye Aji Maan Lijiye
Aap Huye Mere Balam Main Tumhari Huyi, Maan Lijiye Aji Maan Lijiye
Watch Video
Open on YouTubeEmbedded from YouTube for reference and discovery. All audio, video, and related rights remain with the respective copyright owners and YouTube channel/uploader.
Musical Traditions
Lyrics
Aap hue mere balam mai tumhari hui
Man lijiye aji man lijiye
Dil ka irada najar ka ishara hua
Jan lijiye aji jan lijiye
Aap hue mere balam mai tumhari hui
Man lijiye aji man lijiye
Oro ki najro se dil ko churalu
Ji chahta hai falak me chupalu
Pyar ki ye dori sajan mere dil se
Pyar ki ye dori sajan mere dil se
Pyar ki ye dori sajan mere dil se
Jara bandh lijiye jara bandh lijiye
Dil ka irada najar ka ishara hua
Jan lijiye aji jan lijiye
Pahlu me dil jhum kar ga raha hai
Jine ka fir se maja aa raha hai
Nain mere bahke kadam ladkhadaye
Nain mere bahke kadam ladkhadaye
Nain mere bahke kadam ladkhadaye
Mujhe tham lijiye mujhe tham lijiye
Dil ka irada najar ka ishara hua
Jan lijiye aji jan lijiye
Add your comments and queries
Share feedback, questions, or corrections. We read every message.