Music Score
Itne Bade Jahan Mein Ae Dil
Itne Bade Jahan Mein Ae Dil
Watch Video
Open on YouTubeEmbedded from YouTube for reference and discovery. All audio, video, and related rights remain with the respective copyright owners and YouTube channel/uploader.
Musical Traditions
Lyrics
Itne bade jahan mein ae dil tujhko
Tujhko akela chhodu kaise tujhko,
Tujhko akela chhod u kaise tujhko
Tu naadaan log begaane insang
Insang naata jodu kaise insang,
Insang naata jodu kaise insang
Mat jaa re mat ja in anajaani galiyo se,
Mat jaao mat jaao
Mat jaa re mat ja in anajaani galiyo se,
Mat jaao mat jaao
Bachiyo re duniya vaale chhaliyo se,
Bachiyo re bachiyo
Hmmm
Tu ek jaan shikaari laakho inka
Inka nishaana todu kaise inka,
Inka nishaana todu kaise inka
Mat lalcha gar kaanto me phul bhi hai,
Mat lalcha re
Mat lalcha gar kaanto me phul bhi hai,
Mat lalcha re
Puchh kisi se dil ka lagaana bhul bhi hai,
Puchh kisi se
Hmmm
Dhal jaaye raat bikhar jaaye sapne phir se
Phir se inhe mai jodu kaise phir se,
Phir se inhe mai jodu kaise phir se
Haay na maana zaalim gair ka ho hi gaya,
Ho gaya re ho gaya
Haay na maana zaalim gair ka ho hi gaya,
Ho gaya re ho gaya
Haar ke sab kuch mai hu khadi dil kho hi gaya
Kho gaya re kho gaya
Hmmm
Jaata hai to ja diwane ab mai
Ab mein tera ji jodu kaise ab mai,
Ab mein tera ji jodu kaise ab mai
Itne bade jahan mein ae dil tujhko
Tujhko akela chhod u kaise tujhko,
Tujhko akela chhod u kaise tujhko
Add your comments and queries
Share feedback, questions, or corrections. We read every message.