Music Score
Yaad Aayi Aadhi Raat Ko
Yaad Aayi Aadhi Raat Ko
Watch Video
Open on YouTubeEmbedded from YouTube for reference and discovery. All audio, video, and related rights remain with the respective copyright owners and YouTube channel/uploader.
Musical Traditions
Lyrics
Yaad aayi aadhi raat ko
Yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki toba
Dil puchta hai jhum ke kis baat ki toba, toba
Yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki toba
Dil puchta hai jhum ke kis baat ki toba
Marne bhi na denge mujhe, dusman meri jaan ke
Marne bhi na denge mujhe, dusman meri jaan ke
Har baat pe kahte hai ke kis baat ki toba
Yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki toba
Dil puchta hai jhum ke kis baat ki toba
Saki mujhe baatla to de muh fer ke mat has
Saki mujhe baatla to de muh fer ke mat has
Ki maine agar pi ke do to kis baat ki toba
Yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki toba
Dil puchta hai jhum ke kis baat ki toba
Chahat me wafa aur wo mar mitne ki kasme
Chahat me wafa aur wo mar mitne ki kasme
Kya khwab tha bahke hue jajbaat ki toba
Yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki toba
Dil puchta hai jhum ke kis baat ki toba, toba
Yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki toba
Kal raat ki toba
Add your comments and queries
Share feedback, questions, or corrections. We read every message.