Music Score
Yahoo, Yahoo, Chaahe Koi Mujhe Junglee Kahe

Watch Video
Open on YouTubeEmbedded from YouTube for reference and discovery. All audio, video, and related rights remain with the respective copyright owners and YouTube channel/uploader.
Musical Traditions
Lyrics
Yahoo yahoo
Chahe koyee mujhe junglee kahe kehne do jee kehta rahe
Hum pyar ke tufano me gire hai hum kya kare

Chahe koyee mujhe junglee kahe
Yahoo yahoo
Mere sine me bhee dil hai hai mere bhee kuchh arman
Mujhe patthar to naa samjho mai hu aakhir ik insan

Rah meree wohi jis pe duniya chali
Rah meree wohi jis pe duniya chali
Chahe koyee mujhe junglee kahe kehne do jee kehta rahe
Hum pyar ke tufano me gire hai hum kya kare
Chahe koyee mujhe junglee kahe
Ik muddat se ye tufa mere sine mein the bechain
Kya chhhupau kya chhupa hai jab milte hai nain se nain

Sabr kaise karu kyu kisi se daru
Sabr kaise karu kyu kisi se daru
Chahe koyee mujhe junglee kahe kehne do jee kehta rahe
Hum pyar ke tufano me gire hai hum kya kare
Chahe koyee mujhe junglee kahe
Yahoo yahoo
Sard aahe keh rahi hai hai yeh kaisee bala kee aag
Sote sote jindganee ghabara ke uthee hai jag

Mai jaha se waha jaise yeh aasman
Mai yaha se waha jaise yeh aasman
Chahe koyee mujhe junglee kahe kehne do jee kehta rahe
Hum pyar ke tufano me gire hai hum kya kare
Chahe koyee mujhe junglee kahe kehne do jee kehta rahe
Hum pyar ke tufano me gire hai hum kya kare
Chahe koyee mujhe junglee kahe
Yahoo yahoo
Add your comments and queries
Share feedback, questions, or corrections. We read every message.