Music Score
Bol Meri Taqdeer Mein Kya Hain Mere Humsafar Ab To
Bol Meri Taqdeer Mein Kya Hain Mere Humsafar Ab To
Watch Video
Open on YouTubeEmbedded from YouTube for reference and discovery. All audio, video, and related rights remain with the respective copyright owners and YouTube channel/uploader.
Musical Traditions
Lyrics
Bol meri taqdeer me kya hai mere humsafar ab to bata
Jiwan ke do pahlu hai hariyali or rasta
Kaha hai mere pyar ki manji tu btla tujhko hai pata
Jiwan ke do pahlu hai hariyali or rasta
Bol meri taqdeer me kya hai mere humsafar ab to bata
Jiwan ke do pahlu hai hariyali or rasta
Jaha hum aake pahunche waha se lautkar jana
Nahi mumkin magar muskil hai dunia se bhi takrana
Jaha ham aake pahunche waha se lautkar jana
Nahi mumkin magar muskil hai dunia se bhi takrana
Tere liye hum kuch bhi sahenge tera dard ab dard mera
Jiwan ke do pahlu hai hariyali or rasta
Bol meri taqdeer me kya hai mere humsafar ab to bata
Jiwan ke do pahlu hai hariyali or rasta
Jaha jis haal me bhi ho rahenge hum tumhaare hi
Nadi saagar se milti hai nahi milte kinaare hai
Jaha jis haal me bhi ho rahenge hum tumhaare hi
Nadi saagar se milti hai nahi milte kinaare hai
Apna apna hai ye mukkader aaj kare hum kisse gila
Jiwan ke do pahlu hai Hariyaali or raasta
Kaha hai mere pyar ki manjil tu batla tujhko hai pata
Jiwan ke do pahlu hai hariyaali or rasta
Add your comments and queries
Share feedback, questions, or corrections. We read every message.