Skip to main content

Music Score

Woh Din Yaad Karo,(2) Woh Chup Chup Ke Milna

Cover of Hamrahi
Music Score

Woh Din Yaad Karo,(2) Woh Chup Chup Ke Milna

Album Hamrahi
Year 1963
Lyricist Hasrat Jaipuri
Singers Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Watch Video
Open on YouTube

Embedded from YouTube for reference and discovery. All audio, video, and related rights remain with the respective copyright owners and YouTube channel/uploader.

Musical Traditions
Raag Bihag
Lyrics


Woh din yaad karo woh din yaad karo

Woh chhup chhup ke milana woh hasana hasana

Woh din yaad karo

Woh din yaad karo woh din yaad karo

Woh fulon ki chhaiyya woh mausam suhana

Woh din yaad karo


Firate the ajad ham toh chaman me

Chand aur suraj hain jaise gagan me

Firate the ajad ham toh chaman me

Chand aur suraj hain jaise gagan me

Abb toh yeh jivan hain ulajan ki sima

Dhadake mera dil abb dhima dhima

Woh din yaad karo

Woh din yaad karo woh din yaad karo

Woh fulon ki chhaiyya woh mausam suhana

Woh din yaad karo


Jab mai kali thi tab hi bhali thi tab hi bhali thi

Koi na gam tha mai manachali thi mai manachali thi

Meri gali se tera gujarana naino ke raste dil me utarana

Woh din yaad karo

Woh din yaad karo woh din yaad karo

Woh chhup chhup ke milana woh hasana hasana

Hum to wahi hai din wo kaha hai

Dil to hamare abhi jawan hai

Hum to wahi hai din wo kaha hai

Dil to hamare abhi jawan hai

Dil mein hi tadape ye araman sare

pyase payse ke hai nandia kinare

Woh din yaad Karo


Woh din yaad karo

Woh din yaad karo woh din yaad karo

Woh fulon ki chhaiyya woh mausam suhana

Woh din yaad karo