Skip to main content

Music Score

Man Re Tu Hi Bataa Kya Gaaon,(2) Keh Doon Apne

Cover of Hamrahi
Music Score

Man Re Tu Hi Bataa Kya Gaaon,(2) Keh Doon Apne

Album Hamrahi
Year 1963
Lyricist Shailendra
Singers Lata Mangeshkar
Watch Video
Open on YouTube

Embedded from YouTube for reference and discovery. All audio, video, and related rights remain with the respective copyright owners and YouTube channel/uploader.

Musical Traditions
Raag Kirwani
Lyrics
Man re, tu hi bata kya gaaun
Tu hi bata kya gaaun
Kah dun apane dil ke dukhade
Ya aansu pee jaaun
Man re, tu hi bata kya gaaun
Tu hi bata kya gaaun

Jisne barabas baandh liya hai
Is pinjare men qaid kiya hai
Jisne barabas baandh liya hai
Is pinjare men qaid kiya hai
Kab tak main us patthar dil ka
Ji bahalaati jaaun
Tu hi bata kya gaaun
Man re, tu hi bata kya gaaun
Tu hi bata kya gaaun
Kah dun apane dil ke dukhade
Ya aansu pee jaaun
Man re, tu hi bata kya gaaun

Neend mein jab ye jag sota hai
Main roti hun, dil rota hai
Neend mein jab ye jag sota hai
Main roti hun, dil rota hai
Mukh pe jhoothi muskaanon ke
Kab tak rang chadhaaun
Man re, tu hi bata kya gaaun
Kah dun apane dil ke dukhade
Ya aansu pee jaaun
Man re, tu hi bata kya gaaun
Tu hi bata kya gaaun
Man reeeeeee