Music Score
Dil Ka Na Karna Aitbar Koi
Dil Ka Na Karna Aitbar Koi
Watch Video
Open on YouTubeEmbedded from YouTube for reference and discovery. All audio, video, and related rights remain with the respective copyright owners and YouTube channel/uploader.
Musical Traditions
Lyrics
Dil kaa naa karna aitbaar koi
Bhule se bhi naa karna pyar koi
Dil kaa naa karna aitbaar koyi
Dil kaa naa karna aitbaar koyi
Ohohoooh
Ho bhule se bhi naa karna pyar koi
Lakh manaya dil naa mana
Jaan ke dhokhe me, aaya diwaana
Jaan ke dhokhe me, aaya diwaana, aaya diwaana
Kiska hua hain dil-e-daar koi
Ohh ohhh
Kiska hua hain dil-e-daar koi
Dil kaa naa karna aitbaar koi
Dil kaa naa karna aitbaar koi
Ho bhule se bhi naa karna pyar koi
Kyu kahte ho pyar kiya tha
Kah do kisi se, dard liya tha
Kah do kisi se, dard liya tha, dard liya tha
Badle me le gaya karaar koi
Ohhh ohhh
Badle me le gaya karaar koi
Dil kaa naa karna aitbaar koi
Dil kaa naa karna aitbaar koi
Ho bhule se bhi naa karna pyar koi
Dube sitare khoye najare
Phir naa milenge, dil ke sahare
Phir naa milenge dil ke sahare, dil ke sahare
Karta rahega intjaar koi
karta rahega intjaar koi
Dil kaa naa karna aitbaar koi
Dil kaa naa karna aitbaar koi
Ho bhule se bhi naa karna pyar koi
Add your comments and queries
Share feedback, questions, or corrections. We read every message.