Music Score
Tum Hi Tum Ho Mere Jeevan Mein Phool Hi Phool
Tum Hi Tum Ho Mere Jeevan Mein Phool Hi Phool
Watch Video
Open on YouTubeEmbedded from YouTube for reference and discovery. All audio, video, and related rights remain with the respective copyright owners and YouTube channel/uploader.
Musical Traditions
Lyrics
Tum hi tum ho mere Jeevan mein
Phool hi Phool hain jaise chaman mein
Tum hi tum ho mere Jeevan mein
Phool hi Phool hain jaise chaman mein
Ek ho mere tum is jahan mein
Ek hai chanda jaise gagan mein
Ek ho mere tum is jahan mein
Ek hai chanda jaise gagan mein
Tum hi tum ho, tum hi tum ho
Tum mile mujhe naya jahan mil gaya
Jhumti jamin ko aasman mil gaya
Tum hi tum ho mere Jeevan mein
Phool hi Phool hain jaise chaman mein
Ek ho mere tum is jahan mein
Ek hai chanda jaise gagan mein
tum hi tum ho, tum hi tum ho
Tumse dil ka chain hai tumse hai karar
Tum na ruthna ki Ruth jayegi bahar
Ek ho mere tum is jahan mein
Ek hai chanda jaise gagan mein
Tum hi tum ho mere Jeevan mein
Phool hi Phool hain jaise chaman mein
Tum hi tum ho, tum hi tum ho
Tum ho mere kaun jindagi hai kyun hasin
Sun lo meinri dhadkane toh aayega yakin
Ek ho mere tum is jahan mein
Ek hai chanda jaise gagan mein
Tum hi tum ho mere Jeevan mein
Phool hi Phool hain jaise chaman mein
Tum hi tum ho, tum hi tum ho
Add your comments and queries
Share feedback, questions, or corrections. We read every message.