Skip to main content

Music Score

Tumari Bhi Jay Jay Hamari Bhi Jay Jay, Na Tum Haare

Cover of Diwana
Music Score

Tumari Bhi Jay Jay Hamari Bhi Jay Jay, Na Tum Haare

Album Diwana
Year 1967
Lyricist Shailendra
Singers Mukesh
Watch Video
Open on YouTube

Embedded from YouTube for reference and discovery. All audio, video, and related rights remain with the respective copyright owners and YouTube channel/uploader.

Musical Traditions
Raag Bhairavi
Lyrics

Tumhari bhi jay jay hamari bhi jay jay

Na tum hare na hum hare

Tumhari bhi jay jay hamari bhi jay jay

Na tum hare na hum hare

Safar saath jitna tha ho hi gya prem

Na tum hare na hum hare

Tumhari bhi jay jay hamari bhi jay jay

Na tum hare na hum hare


Yaad ke phul ko ham to apne dil se rahenge lagaye

Yaad ke phul ko ham to apne dil se rahenge lagaye

Aur tum bhi haslena jab ye diwana yaad aaye

Milenge jo fir se milade sitare

Na tum hare na hum hare

Tumhari bhi jay jay hamari bhi jay jay


Waqt kaha rukta hai to fir tum kaise ruk ajte

Waqt kaha rukta hai to fir tum kaise ruk ajte

Aakhir kisne chand chua hai ham kaise hath badhate

Jo us par ho tum to hum is kinare

Na tum hare na hum hare

Tumhari bhi jay jay hamari bhi jay jay


Tha to bahut kahne ko lekin ab to chup behtara hai

Tha to bahut kahne ko lekin ab to chup behtara hai

Ye dunia hai ek saray jiwan ek safar hai

Ruka bhi hai koi kisi ke pukare

Na tum hare na hum hare

Safar sath jitna tha ha ho hi hoga prem

Na tum hare na hum hare

Tumhari bhi jay jay hamari bhi jay jay