The King Music Composers Duo
Shankar Jaikishan
This short e-book covers the biographical notes of one of the most famous music composers duo Shankar Jaikishan.
Ae Mere Dil Kahin Aur Chal
Watch Video
Open on YouTubeEmbedded from YouTube for reference and discovery. All audio, video, and related rights remain with the respective copyright owners and YouTube channel/uploader.
Musical Traditions
Lyrics
Ae mere dil kahi aur chal
Gham ki duniyaa se dil bhar gayaa
Dhundh le ab koi ghar nayaa
Ae mere dil kahi aur chal
Gham ki duniyaa se dil bhar gayaa
Dhundh le ab koi ghar nayaa
Ae mere dil kahi aur chal
Chal jahaan gham ke maare naa ho
Joothhi aashaa ke taare naa ho
Chal jahaan gham ke maare naa ho
Joothhi aashaa ke taare naa ho
In bahaaro se kyaa faayada
Jis mein dil ki kali jal gayi
Jakham fir se hara ho gaya
Ae mere dil kahi aur chal
Chaar aansu koi ro diyaa
Fer ke muh koi chal diyaa
Chaar aansu koi ro diyaa
Fer ke muh koi chal diyaa
Fer ke muh koi chal diyaa
Loot rahaa thaa kisi kaa jahaan
Dekhati rah gayi ye jamin
Chhup rahaa bereham aasamaan
Ae mere dil kahi aur chal
Add your comments and queries
Share feedback, questions, or corrections. We read every message.