Music Score
Pehla Pehla Pyaar Ka Ishaara
Pehla Pehla Pyaar Ka Ishaara
Watch Video
Open on YouTubeEmbedded from YouTube for reference and discovery. All audio, video, and related rights remain with the respective copyright owners and YouTube channel/uploader.
Musical Traditions
Lyrics
Pehla pehla pyar ka ishara, kaho ji dekha hai kabhi
Dil lutne ka ka ye najara, kaho ji dekha dekha hai kabhi
Chand ke pahlu me tara, kaho ji dekha hai kabhi
Apne sine dil hamara, kaho ji dekha hai dekha hai kabhi
Dil ka kam dhadkana hai, ye yu to roz dhadkta hai
Haye wo dhadkan jis dil shola, pyar ka dil me bhadkata hai
Jo bas na chale to dil ye kahe, wo hara mai hara mai hara
Chand ke pahlu me tara, kaho ji dekha hai kabhi
Apne sine mein dil hamara, kaho ji dekha hai dekha hai kabhi
Pehla pehla pyar ka ishara, kaho ji dekha hai kabhi
Dil lutne ka ye najara, kaho ji dekha dekha hai kabhi
Pyar to ek bahti nadiya hai, isko kaun bhala roke
Raz ye samjhe to wo hi samjhe, batiha hai jo dil khoke
Ye dil to hai kab se tumhara, tumhara tumhara tumhara
Pehla pehla pyar ka ishara, kaho ji dekha hai kabhi
Dil lutne ka k ye najara, kaho ji dekha dekha hai kabhi
Chand ke pahlu me tara, kaho ji dekha hai kabhi
Apne sine mein dil hamara, kaho ji dekha hai dekha hai kabhi
Dhire dhire bat karo ye sokh hawaye sun lengi
Chaman chamna me kali kali se, raz hamara kah degi
Karega bhawra sabhi se chrcha, hamara hamara hamara
Chand ke pahlu me tara, kaho ji dekha hai kabhi
Apne sine dil hamara, kaho ji dekha hai dekha hai kabhi
Pehla pehla pyar ka ishara, kaho ji dekha hai kabhi
Dil lutne ka ka ye najara, kaho ji ekha dekha hai kabhi
Add your comments and queries
Share feedback, questions, or corrections. We read every message.