Skip to main content

Music Score

Mat Jaa, Mat Ja Mat Ja, Mere Bachpan Naadaan Bachpan

Cover of Chhoti Si Mulaqat
Music Score

Mat Jaa, Mat Ja Mat Ja, Mere Bachpan Naadaan Bachpan

Year 1967
Lyricist Shailendra
Singers Asha Bhosle
Watch Video
Open on YouTube

Embedded from YouTube for reference and discovery. All audio, video, and related rights remain with the respective copyright owners and YouTube channel/uploader.

Musical Traditions
Raag Maru Bihag
Lyrics

Mat ja mat ja mat ja mere bachpan nadan

Bachpan ne kaha mujhse kuch roz ke hum mehma

Mat ja mat ja mat ja mere bachpan nadan

Bachpan ne kaha mujhse kuch roz ke hum mehma


Jab se ye rut matwali aayi hai mere angan

Kehte hain ke jaise ke naina rutha rehta hai man

Jab se ye rut matwali aayi hai mere angan

Kehte hain ke jaise ke naina rutha rehta hai man

Apne ruthe man ko mai lekar jau kaha

Bachpan ne kaha mujhse kuch roz ke hum mehma

Mat ja mat ja mat ja mere bachpan nadan

Bachpan ne kaha mujhse kuch roz ke hum mehma


Kal rat jag gayi nindiya aur bhor talak main jagi

Ye kaisi mithi agni jo mere tan me lagi

Kal rat chad gayi nindiya aur bhor talak main jagi

Ye kaisi mithi agni jo mere tan me lagi

Karde na mujhko pagal mere natkhat arma

Bachpan ne kaha mujhse kuch roz ke hum mehma

Mat ja mat ja mat ja mere bachpan nadan

Bachpan ne kaha mujhse kuch roz ke hum mehma


Kyun laz lagi ha sabse kyu sabse chupti phiru

Koi bhi nahi hai aisa haal apna jisse kahu

Kyu laz lagi ha sabse kyu sabse chupti phiru

Koi bhi nahi hai aisa haal apna jisse kahu

Nadani meri dekho sabko samjhu nadan

Bachpan ne kaha mujhse kuch roz ke hum mehmaa

Mat ja mat ja mat ja mere bachpan nadan

Bachpan ne kaha mujhse kuch roz ke hum mehmaa

Mat ja mat ja mat ja