Music Score
Main Rickshwala
Main Rickshwala
Watch Video
Open on YouTubeEmbedded from YouTube for reference and discovery. All audio, video, and related rights remain with the respective copyright owners and YouTube channel/uploader.
Musical Traditions
Lyrics
Main rickshaw wala, mai rickshaw wala
Hai chaar ke baraabar ye do taang wala
Kaha chaloge babu, kaha chaloge lala
Kaha chaloge babu, kaha chaloge lala
Main rickshaw wala, mai rickshaw wala
Dur dur dur koyi mujhko bulaaye, mujhko bulaaye
Kya karu dil usse bhul na paaye, bhul na paaye
Main rishte jodu dil ke mujhe hi manzil pe
Koyi na pahuchaaye, koyi na pahuchaaye
Mani rickshaw wala, mai rickshaw wala
Hai chaar ke baraabar ye do taang wala
kaha chaloge babu, kaha chaloge lala
Kaha chaloge babu, kaha chaloge lala
Main rickshaw wala, main rickshaw wala
Thi kabhi chaand tak apni udaan, apni udaan
Ab ye dhul ye sadak apna jahaan, apna jahaan
Jo koyi dekhe chaunke uparwala bhi soche
Ye kaisa insaan, ye kaisa insaan
Main rickshaw wala, mai rickshaw wala
Hai chaar ke baraabar ye do taang wala
Kaha chaloge babu, kaha chaloge lala
Kaha chaloge babu, kaha chaloge lala
Main rickshaw wala, main rickshaw wala
Raat din har ghadi ek sawaal, ek sawaal
Rotiya kam hain kyun kyun hai akaal, kyun hai akaal
Kyun duniya me kami hai ye chori kisne ki hai
Kaha hai sara maal, kaha hai sara maal
Main rickshaw wala, mai rickshaw wala
Hai chaar ke baraabar ye do taang wala
Kaha chaloge babu, kaha chaloge lala
Kaha chaloge babu, kaha chaloge lala
Main rickshaw wala, main rickshaw wala
Add your comments and queries
Share feedback, questions, or corrections. We read every message.