Skip to main content

Music Score

Kali Anar Ki Na Itna Satao

Cover of Chhoti Bahen
Music Score

Kali Anar Ki Na Itna Satao

Album Chhoti Bahen
Year 1959
Lyricist Hasrat Jaipuri
Singers Asha Bhosle, Manna Dey
Watch Video
Open on YouTube

Embedded from YouTube for reference and discovery. All audio, video, and related rights remain with the respective copyright owners and YouTube channel/uploader.

Musical Traditions
Raag Jaijaiwanti
Lyrics

O kali anaar ki na itna sataao

Pyaar karne ki koi rit bataao

O gunche gulaab ke na batiya banaao

Pahale kisi ko dil me bithaao

O kali anaar ki na itna sataao

Pyaar karne ki koi rit bataao

O gunche gulaab ke na batiya banaao

Pahale kisi ko dil me bithaao


Ankhiya gulaabi rangi shabaab

Hamko pilaaye pyaar ki sharaab

Padh lo hamaare dil ki kitaab

Isme likha hai pyaar ka javaab

Bhari bahaar me shor na machaao

Pyaar ka usul hai ghar me bulaao

O kali anaar ki na itna sataao

Pyaar karne ki koi rit bataao


Kar lo kabhi to hans ke do baate

Kaate kate na biraha ki ye raate

Aaoge jis din le ke baaraat

De denge haatho me ye haath

Kisi ke pyaar ko pyaar se sajaao

Jivan bhar kaa saath nibhaao

O  kali anaar ki na itna sataao

Pyaar karne ki koi rit bataao


Dil ka bhanvra tum par nisaar

Mere chaman ki tu hai bahaar

Batiya tumhaari ras ki phuhaar

Hamne suni dil gaye haar

Kisi ki khwab me jhum ke to aao

Chhoti-chhoti baato par ji na jalaao

O kali anaar ki na itna sataao

Pyaar karne ki koi rit bataao

O gunche gulaab ke na batiya banaao

Pahale kisi ko dil me bithaao

O kali anaar ki na itna sataao

Pyaar karne ki koi rit bataao