The King Music Composers Duo
Shankar Jaikishan
This short e-book covers the biographical notes of one of the most famous music composers duo Shankar Jaikishan.
Raat Gayi, Phir Din Aata Hai (Part-1)
Watch Video
Open on YouTubeEmbedded from YouTube for reference and discovery. All audio, video, and related rights remain with the respective copyright owners and YouTube channel/uploader.
Musical Traditions
Lyrics
Raat gayi ooo raat gayi fir din aata hai
Isi tarah aate jate hi
Ye sara jiwan jata hai
Ohh ohhhh raat gayi
Ohhh ohhh raat gayi
Rat gayi o rat gayi
Rat gayi o rat gayi fir din aata hai
Isi tarah aate jate hi
Ye sara jiwan jata hai
Ohhh ohhh rat gayi ohh rat gayi
John chacha chacha tum kitne achhe
Tumhe pyaar karte sab bachhe
John chacha tum kitne achhe
Tumhe pyaar karte sab bachhe
John chacha tum kitne achhe
Tumhe pyaar karte sab bachhe
John chacha tum kitne achhe
Tumhe pyaar karte sab bachhe
Humein bataa do aisa kaam
Koi nahin kare badnaam
Humein bataa do aisa kaam
Koi nahin kare badnaam
Humein bataa do aisa kaam
Koi nahin kare badnaam
Humein bataa do aisa kaam
Koi nahin kare badnaam
Chacha kya hoti taqdeer
Chacha kya hoti taqdeer
Ho chacha kya hoti taqdeer...
Chacha kya hoti taqdeer
Kyun hai ek bhikhaari chacha
Kyun hai ek ameer
Kyun hai ek bhikhaari chacha
Kyun hai ek ameer
Chacha hum ko kaam nahin
Kyun kaam nahin
Kyun kaam nahin
Bheekh maang kar jeene mein
Kuchh naam nahin
Kuchh naam nahin
Badhta chal ho oo oo
Badhta chal ho oo oo
Badhta chal ho oo oo
Tu ek hai pyaare laakhon mein
Tu badhta chal
Badhta chal badhta chal
Badhta chal badhta chal ho oo oo
Badhta chal ho oo oo
Tu ek hai pyaare laakhon mein
Tu badhta chal badhta chal
Tu badhta chal badhta chal
Tujhe rukna nahin tujhe jhuk na nahin
Ghabra na kahin teri hai zameen
Tu badhta chal tu badhta chal
Tujhe rukna nahin tujhe jhuk na nahin
Ghabra na kahin teri hai zameen
Tu badhta chal tu badhta chal
Taaron ke haath pakadta chal ho oo oo
Taaron ke haath pakadta chal ho oo oo
Tu ek hai pyaare laakhon mein
Tu badhta chal badhta chal
Tu badhta chal badhta chal
Ye raat gayi ye raat gayi
Wo subah nayi
Wo subah nayi
Ye raat gayi ye raat gayi
Wo subah nayi
Wo subah nayi
Ye raat gayi ee ee
Wo subah nayi.
Kitna bada safar dunia ka
Ek rota ek muskata hai
Ek rota ek muskata hai
Aaaa aaaaa
Kadam kadam rakhta hi raahi
Kitna dur chala jata hai
Ek ek tinke tinke seeee
Ek ek tinke tinke seeeee
Panchi ka ghar ban jata hai
Ohhh ohhh rat gayi ohh rat gayi
Kabhi andhera kabhi ujalaaaa
Kabhi andhera kabhi ujalaaaa
Phul khila fir murjhata hai
Aaa aaaa
Khela bachpan hasi jawaniiii
Khela bachpan hasi jawani
Magar budhapa tadpata hai
Magar budhapa tadpata hai
Khela bachpan hasi jawani
Magar budhapa tadpata hai
Sukh dukh ka pahiya chalta hai
Wahi nasiba kahlata hai
Ohhh rat gayi o rat gayi
Rat gayi fir din aata hai
Isi tarah aate jaye hi
Ye sara jiwan jata hai
Ohhh rat gayi, rat gayi….
Add your comments and queries
Share feedback, questions, or corrections. We read every message.