The King Music Composers Duo
Shankar Jaikishan
This short e-book covers the biographical notes of one of the most famous music composers duo Shankar Jaikishan.
Music Score
Mujhe Kisi Se Pyaar Ho Gayaa
Watch Video
Open on YouTubeEmbedded from YouTube for reference and discovery. All audio, video, and related rights remain with the respective copyright owners and YouTube channel/uploader.
Musical Traditions
Raag Bhairavi
Lyrics
Hoo oo
Hooo oo
Mujhe kisi se pyaar ho gaya
Hoo oo
Mujhe kisi se pyaar ho gaya
Pyaar ho gaya dil beqaraarho gaya
Beqaraar ho gaya
Hoo oo
Mujhe kisi se pyaar ho gaya
Hoo oo
Mujhe kisi se pyaar ho gaya
Dard chaha thaa hamne chhipana
Khul gaya phir bhi dil kaa fasana
Dard chaha thaa hamne chhipana
Khul gaya phir bhi dil kaa fasana
Dil ne ye kyaa kiyaa o salone piya
Moraa dhadake jiyaa
Hoo oo
Mujhe kisi se pyaar ho gaya
Hoo oo
Mujhe kisi se pyaar ho gaya
Jo chhipana maine chaha
Aankho ne kah diyaa
Aankho ne kah diyaa
Aur jo mai kahanaa chaha
Dil mein hi rah gaya
Hoo oo
Mujhe kisi se pyaar ho gaya
Hoo oo
Mujhe kisi se pyaar ho gaya
Aankho aankho mein kar ke ishaare
Kisane dil se kahaa hum tumhaare
Aankho aankho mein kar ke ishaare
Kisane dil se kahaa hum tumhaare
Haay ye kyaa kiyaa o salone piya
Moraa dhadake jiyaa
Hoo oo
Mujhe kisi se pyaar ho gaya
Hoo oo
Mujhe kisi se pyaar ho gaya
Pyaar ho gaya dil beqaraar ho gaya
Beqaraar ho gaya
Hoo oo
Mujhe kisi se pyaar ho gaya
Hoo oo
Have a thought?
Add your comments and queries
Share feedback, questions, or corrections. We read every message.