Music Score
Tumhe Aur Kaya Doon Main Dil Ke Sivaaye,Tumko Hamaari
Tumhe Aur Kaya Doon Main Dil Ke Sivaaye,Tumko Hamaari
Watch Video
Open on YouTubeEmbedded from YouTube for reference and discovery. All audio, video, and related rights remain with the respective copyright owners and YouTube channel/uploader.
Musical Traditions
Lyrics
Tumhe aur kya doon main dil ke sivay
Tum ko hamari umar lag jaye
Tum ko hamari umar lag jaye
Tumhe aur kya doon main dil ke sivay
Tum ko hamari umar lag jaye
Tum ko hamari umar lag jaye
Muraden ho puri, saje har tamanna
Muhabbat ki duniya ke, Tum chand ban na
Baharon ki manzil pe, hasana hasana
Khushi mein hamari bhi, awaz sunna
Kabhi zindagi mein koi gham na aye
Tum ko hamari umar lag jaye
Tum ko hamari umar lag jaye
Tumhe aur kya doon main dil ke sivay
Tum ko hamari umar lag jaye
Tum ko hamari umar lag jaye
Mujhe jo khushi hai, Tumhe kya bataun
Bhala dil ki dhadkan ko, kaise chhipaun
Kahin ho na jaun, khushi se main pagal
Tumhe dekh kar, aur bhi muskuraun
Khuda dil jalon ki, nazar se bachaye
Tum ko hamari umar lag jaye
Tum ko hamari umar lag jaye
Tumhe aur kya dun main dil ke sivay
Tum ko hamari umar lag jaye
Tum ko hamari umar lag jaye
Sitaron ki uchaa ho rutubaa tumhara
Bano tum har ek jindgei ka shahara
Tumhe jise ulfat ho, miljaye tumko
Samjhana hamari dua ka ishara
Mukaddar tumhara sada jagmagaye
Tum ko hamari umar lag jaye
Tum ko hamari umar lag jaye
Tumhe aur kya dun main dil ke sivay
Tum ko hamari umar lag jaye
Tum ko hamari umar lag jaye
Add your comments and queries
Share feedback, questions, or corrections. We read every message.