Music Score
Aye Nargis-E-Mastana Bas Itni Shikayat Hai
Aye Nargis-E-Mastana Bas Itni Shikayat Hai
Watch Video
Open on YouTubeEmbedded from YouTube for reference and discovery. All audio, video, and related rights remain with the respective copyright owners and YouTube channel/uploader.
Musical Traditions
Lyrics
Ae nargise mastana, bas itni shikayat hai
Bas itni shikayat hai
Samjha hame begana, bas itni shikayat hai
Bas itni shikayat hai, ae nargise mastana
Ho jaate ho marham bhi, ban jaate ho hamdam bhi
Ae sakhiye maikhana, shola bhi ho shabnam bhi
Ae sakhiye maikhana, shola bhi ho shabnam bhi
O khali mera paimana, bas itni shikayat hai
Bas itni shikayat hai, ae nargise mastana
Har raah par katraye, har mod par ghabraye
Muh pher liya hai tumne, ham jab bhi najar aaye
Muh pher liya hai tumne, ham jab bhi najar aaye
O humko nahi pehchana, bas itni shikayat hai
Bas itni shikayat hai, ae nargise mastana
Har rang kayamat hai, har dang shararat hai
Dil todke chal dena, ye husn ki aadat hai
Dil todke chal dena, ye husn ki aadat hai
O aata nahi behlaana, bas itni shikayat hai
Bas itni shikayat hai
Ae nargise mastana, bas itni shikayat hai
Bas itni shikayat hai
Samjha hame begana, bas itni shikayat hai
Bas itni shikayat hai, ae nargise mastana
Add your comments and queries
Share feedback, questions, or corrections. We read every message.