Music Score
Aji Rooth Kar Ab Kahaan Jaaiyega, Jahan Jayega Humein Payega
Aji Rooth Kar Ab Kahaan Jaaiyega, Jahan Jayega Humein Payega
Watch Video
Open on YouTubeEmbedded from YouTube for reference and discovery. All audio, video, and related rights remain with the respective copyright owners and YouTube channel/uploader.
Musical Traditions
Lyrics
Aji Rooth kar ab kaha jaiyega
Jaha jaiyega hame paiyega
Aji Rooth kar ab kaha jaiyega
Jaha jaiyega hame paiyega
Aji Rooth kar ab
Nigaho se chhupkar dikhao to jane
Khayalo me bhi TUM na aao to jane
Aji lakh pardo me chhup jaiyega
Aji lakh pardo me chhup jaiyega
Nazar aiyega nazar aiyega
Aji Rooth kar ab kaha jaiyega
Jaha jaiyega hame paiyega
Aji Rooth kar ab
Jo dil me hai hoto PE lana bhi mushkil
Magar usko dil me chhupana bhi mushkil
Nazar ki zuban se samajh jaiyega
Nazar ki zuban se samajh jaiyega
Samajh kar Zara gaur farmaiyega
Aji Rooth kar ab kaha jaiyega
Jaha jaiyega hame paiyega
Aji Rooth kar ab kaha jaiyega
Jaha jaiyega hame paiyega
Aji Rooth kar ab
Ye kaisa nasha hai ye kaisa asar hai
Na kabu me dil hai na bas me nazar hai
Jara hosh aane ke le jaiyega
Jara hosh aane ke le jaiyega
Thehar jaiyega thehar jaiyega
Aji Rooth kar ab kaha jaiyega
Jaha jaiyega hame paiyega
Aji Rooth kar ab kaha jaiyega
Jaha jaiyega hame paiyega
Aji Rooth kar ab
Add your comments and queries
Share feedback, questions, or corrections. We read every message.