Skip to main content

Music Score

Meri Mohabbat Paak Mohabbat Aur Jahaan Ki Khaak Mohabbat

Cover of April Fool
Music Score

Meri Mohabbat Paak Mohabbat Aur Jahaan Ki Khaak Mohabbat

Album April Fool
Year 1964
Lyricist Hasrat Jaipuri
Singers Mohammed Rafi
Watch Video
Open on YouTube

Embedded from YouTube for reference and discovery. All audio, video, and related rights remain with the respective copyright owners and YouTube channel/uploader.

Musical Traditions
Raag Bhairavi
Lyrics

Meri mohabbat paak mohabbat aur jahaan ki khaak mohabbat

Kahi tumhe pyar na ho jaye bach bach ke chalna huzur

Kahi tumhe pyar na ho jaye ho bach bach ke chalna huzur

Meri mohabbat paak mohabbat aur jahaan ki khaak mohabbat

Kahi tumhe pyar na ho jaye bach bach ke chalna huzur

Purab paschim utar dakshin mere pyar ki seema

Mera pyar hai itna uncha jaise ram rahiman

Jaise ram rahiman

Meri mohabbat paak mohabbat aur jahaan ki khaak mohabbat

Kahi tumhe pyar na ho jaye bach bach ke chalna huzur

Kahi tumhe pyar na ho jaye bach bach ke chalna huzur

Tujhko paakar swarg se sundar manjil maine pa li

Tere pyara me mar jane ki kasam hai maine kha li

Kasam hai maine kha li

Meri mohabbat paak mohabbat aur jahaan ki khaak mohabbat

Kahi tumhe pyar na ho jaye bach bach ke chalna huzur

Bach bach ke chalna huzur, bach bach ke chalna huzur