Music Score
Woh Chand Khila Woh Taare Haase
Woh Chand Khila Woh Taare Haase
Watch Video
Open on YouTubeEmbedded from YouTube for reference and discovery. All audio, video, and related rights remain with the respective copyright owners and YouTube channel/uploader.
Musical Traditions
Lyrics
Woh chaand khila wo taare hase, ye raat ajab matwari hai

Samajhne wale samajh gaye hai, na samjhe
Na samjhe wo anari hai
Woh chaand khila wo taare hase, ye raat ajab matwari hai
Samajhne wale samajh gaye hai, na samjhe na samjhe wo anari hai

Chaandi ki chamakti raahe, wo dekho jhum jhum ke bulaye

Kirno ne pasari baahe ke arma naach naach laharaye
Baaje dil ke taar gaaye ye bahaar, utare hai pyar jivan me
Baaje dil ke taar gaaye ye bahaar, utare hai pyar jivan me
Woh chaand khila wo taare hase, ye raat ajab matwari hai
Samajhne wale samajh gaye hai, na samjhe na samjhe wo anari hai
Woh chaand khila wo taare hase, ye raat ajab matwari hai
Kiron ne chunariya kaali, bahaare kispe aaj hai deewani

Chanda ki chaal mastani hai pagal jid me raat ki rani
Taaro ka jaal mere dil me taal, puchho na haal mere dil ka
Taaro ka jaal mere dil me taal, puchho na haal mere dil ka
Woh chaand khila wo taare hase, ye raat ajab matwari hai
Samajhne wale samajh gaye hai, na samjhe na samjhe wo anari hai
Woh chaand khila wo taare hase, ye raat ajab matwari hai
Add your comments and queries
Share feedback, questions, or corrections. We read every message.