Music Score
Aman Ka Farishata Kaha Raha Hai, Chaman Ro Raha Hai
Aman Ka Farishata Kaha Raha Hai, Chaman Ro Raha Hai
Watch Video
Open on YouTubeEmbedded from YouTube for reference and discovery. All audio, video, and related rights remain with the respective copyright owners and YouTube channel/uploader.
Musical Traditions
Lyrics
Aman ka farishta kaha ja raha hai
Chaman ro raha hai machi hai duhayi
Chaman ro raha hai machi hai duhayi
Aman ka farishta kaha ja raha hai
Chaman ro raha hai machi hai duhayi
Chaman ro raha hai machi hai duhayi
Kiya kam aisa ki halchal macha di
Ye duniya jahanum thi jannat bana di
Ye duniya jahanum thi jannat bana di
Khichi aa rahi hai sari khudai
Chaman ro raha machi hai duhayi
Chaman ro raha machi hai duhayi
Na ujade gi dunia kisi bhi dulhan ki
Na roye gi rakhi kisi bhi behan ki
Na roye gi rakhi kisi bhi behan ki
Bahut der jaga tha soya hua hai
Aman ke khyalo me khoya hua hai
Ye kaisi mohabbat ye kaisi judai
Chaman ro raha machi hai duhayi
Chaman ro raha machi hai duhayi
Ye jiwan ki manzil pe chuta hai hamse
Koi to manao ye rutha hai hamse
Koi to manao ye rutha hai hamse
Nazar mere babu ko kisne lagai
Chaman ro raha machi hai duhayi
Chaman ro raha machi hai duhayi
Aman ka farishta kaha ja raha hai
Chaman ro raha hai machi hai duhayi
Chaman ro raha hai machi hai duhayi
Add your comments and queries
Share feedback, questions, or corrections. We read every message.