Music Score
Mehtaab Tera Chehra, Kis Khaab Mein Dekha Thaa
Mehtaab Tera Chehra, Kis Khaab Mein Dekha Thaa
Watch Video
Open on YouTubeEmbedded from YouTube for reference and discovery. All audio, video, and related rights remain with the respective copyright owners and YouTube channel/uploader.
Musical Traditions
Lyrics
Mahtaab tera chehra kis khvaab me dekha tha
Ae husn Zara batla, tu kaun main kaun Hu
Khvaabo me mile aksar, ik raah chale milkar
Phir bhi hai yahi behtar, mat puch main kaun Hu
Mahtaab tera chehra
Kyo ghiri ghata tu hi bata
Kyo hansi fiza tu hi bata
Phul kyo khila tu hi bata
Is raah PE chalna hai, is gaah PE rukna hai
Is kaam ko karna hai batla ki main kaun Hu
Mahtaab tera chehra
Zindagi ko tu geet bana
Dil ke saaz PE jhum ke ga
Is jahaan ko tu pyaar sikha
Mahtaab tera chehra kis khvaab me dekha tha
AI husn Zara batla, tu kaun main kaun Hu
Khvaabo me mile aksar, ik raah chale milkar
Phir bhi hai yahi behtar, mat puch main kaun Hu
Mahtaab tera chehra
Add your comments and queries
Share feedback, questions, or corrections. We read every message.