The King Music Composers Duo
Shankar Jaikishan
This short e-book covers the biographical notes of one of the most famous music composers duo Shankar Jaikishan.
Kya Ye Duniya Hai Zulm Ki Nagari Mein Kisi Ka Kaun Sahaara Hai ( In Two Parts)
Watch Video
Open on YouTubeEmbedded from YouTube for reference and discovery. All audio, video, and related rights remain with the respective copyright owners and YouTube channel/uploader.
Musical Traditions
Lyrics
Kya ye duniya hai yahan kar ke bhalai dekh li
Soch na sakte the jo wo bhi burai dekh li
Zulm ki nagri me kisi ka kaun sahara hai

Sab to paraye hai jahan me kaun hamara hai

Ohh oh papi ko aram jagat me papi ko aram
Ohh oh puney wale badanam jagat me
Puney wale badanam
Dekh liya sansar yahan ka khel hi nyara hai
Dekh liya sansar yahan ka khel hi nyara hai
Zulm ki nagri me kisi ka kaun sahara hai
Zulm ki nagri me kisi ka kaun sahara hai
O o chhina mera lal jagat ne chhina mera lal
Mujhse hua hai dur jo meri aankh ka tara hai
Mujhse hua hai dur jo meri aankh ka tara hai
Zulm ki nagri me kisi ka kaun sahara hai
Zulm ki nagri me kisi ka kaun sahara hai
O o anyayi ki jit yaha par anyayi ki jit
O o roti sachhi prit yahan par roti sachhi prit
Sunte ho bhagawan yahi insaf tumhara hai
Sunte ho bhagawan yahi insaf tumhara hai
Zulm ki nagri me kisi ka kaun sahara hai
Sab to paraye hai jahan me kaun hamara hai
Zulm ki nagri me kisi ka kaun sahara hai
Add your comments and queries
Share feedback, questions, or corrections. We read every message.