The King Music Composers Duo
Shankar Jaikishan
This short e-book covers the biographical notes of one of the most famous music composers duo Shankar Jaikishan.
Itna Pyar Karega Kaun Maa Karti Jitna
Watch Video
Open on YouTubeEmbedded from YouTube for reference and discovery. All audio, video, and related rights remain with the respective copyright owners and YouTube channel/uploader.
Musical Traditions
Lyrics
Itna pyaar karega kaun
Maa karti jitna itna pyaar karega kaun
Maa karti hai jitna itna pyaar karega kaun
Palkon ki chhaya mein daale jaan lagaakar jaan sambhaale
Palkon ki chhaya mein daale jaan lagaakar jaan sambhaale
Itna dhyaan itna dhyaan dharega kaun
Maa dharti jitnaa itna pyaar karega kaun
Aur to sab matlab ke bande lalchaayi neeyat mein andhe
Aur to sab matlab ke bande lalchaayi neeyat mein andhe
Dukh mein dard, dukh mein dard bharega kaun
Maa bharti jitna itna pyaar karega kaun
Door desh jab koyi jaaye
Sab chaahe kuchh lekar aaye
Maa ye kahe kuchh laaye na laaye
Laal mera waapas aa jaaye
Maa ye kahe kuchh laaye na laaye
Laal mera waapas aa jaayeee
hardam yaad
Hardam yaad karega kaun maa karti jitna
Itna pyaar karega kaun maa karti hai jitna
Itna pyaar karegaa kaun
Add your comments and queries
Share feedback, questions, or corrections. We read every message.